Sony Music India ยท May 16, 2026
Watch the lyrical video of the timeless track Judai. Featuring Emraan Hashmi & Sonal Chauhan, this song is beautifully sung by Kamran Ahmed with soulful music by Pritam. #judai #emraanhashmi #jannat #kamranahmed #pritam #evergreenhits #sayeedquadri Song Name - Judai Movie - Jannat Singer - Kamran Ahmed Composer - Pritam Lyricists - Sayeed Quadri Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: Chaar dino ka pyaar, oh, Rabba Lambi judaai, lambi judaai Chaar dino ka pyaar, oh, Rabba Lambi judaai, lambi judaai Tere bin dil mera laage kahin na Tere bin jaan meri jaaye kahin na Kitne zamane baad, oh, Rabba Yaad tu aaya, yaad tu aaya Khoya raha main saazon mein apne Aahat bhi teri bhool gaya main Kitna jiya hoon, tanha raha hoon Ishq tera bhool gaya hoon Khoya raha main saazon mein apne Aahat bhi teri bhool gaya main Kitna jiya hoon, tanha raha hoon Ishq tera bhool gaya hoon is zindagi mein Dil ki duhaai, dil ki duhaai Tere bin dil mera laage kahin na Tere bin jaan meri jaaye kahin na Kitne zamane baad, oh, Rabba Yaad tu aaya, yaad tu aaya Har bebasi mein is zindagi ne Tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga Jin raaston se guzra ye dil tha Manzil mili na, pyaar na paaya Har bebasi mein is zindagi ne Tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga Jin raaston se guzra ye dil tha Manzil mili na, pyaar na paaya raahon se guzre Dil ko sambhale, dil ko sambhale Tere bin dil mera laage kahin na Tere bin jaan meri jaaye kahin na Kitne zamane baad, oh, Rabba Yaad tu aaya, yaad tu aaya Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026 Subscribe & Follow Sony Music India: https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg https://www.facebook.com/SonyMusicIndia https://www.instagram.com/sonymusicindia https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india https://twitter.com/sonymusicindia